Zindagi Ek Kiraye Ka Ghar Lyrics

Zindagi Ek Kiraye Ka Ghar Lyrics is latest hindi album song viral on tiktok song sung Rais Anis Sabri while this song music given by M Tahir.

Song Name: Zindagani Ka Ye Raasta Hai
Album : Zindagi Ek Kiraye Ka Ghar Hai
Singer : Rais Anis Sabri
Music: M Tahir
Label : SonicEnterprise

Zindagi Ek Kiraye Ka Ghar Lyrics

Zindagi Ek Kiraye Ka Ghar Hai
Ek Na Ek Din Badal Na Padega
Zindagi Ek Kiraye Ka Ghar Hai
Ek Na Ek Din Badal Na Padega
Moat Jab Tumko Aawaaz Degi
Ghar Se Bahaar Nikal Na Padega
Moat Jab Tumko Aawaaz Degi
Ghar Se Bahaar Nikal Na Padega
Zindagi Ek Kiraye Ka Ghar Hai
Ek Na Ek Din Badal Na Padega

Dher Mitti Ka Har Aadami Hai
Baad Marne Ke Hona Yahi Hai
Dher Mitti Ka Har Aadami Hai
Baad Marne Ke Hona Yahi Hai
Yaa Zamee No Mein Tubat Banegi
Yaa Chitao Mein Jalna Padega
Yaa Zamee No Mein Tubat Banegi
Yaa Chitao Mein Jalna Padega
Zindagi Ek Kiraye Ka Ghar Hai
Ek Na Ek Din Badal Na Padega

Raat Ke Baad Hoga Sawera
Dekhana Hai Agar Din Sunehra
Raat Ke Baad Hoga Sawera
Dekhana Hai Agar Din Sunehra
Paaon Phool Pe Rakhane Se Pehale
Tumko Kaanto Pe Chale Ne Padega
Paaon Phool Pe Rakhane Se Pehale
Tumko Kaanto Pe Chale Ne Padega
Zindagi Ek Kiraye Ka Ghar Hai
Ek Na Ek Din Badal Na Padega

Aitbaar Unke Waado Ka Mat Kar
Warna Aye Dil Mere Zindagi Bhar
Aitbaar Unke Waado Ka Mat Kar
Warna Aye Dil Mere Zindagi Bhar
Tujhko Bhi Mombati Ki Tarah
Katra Katra Pigal Na Padega
Tujhko Bhi Mombati Ki Tarah
Katra Katra Pigal Na Padega
Zindagi Ek Kiraye Ka Ghar Hai
Ek Na Ek Din Badal Na Padega

Ye Jawaani Hain Pal Bhar Ka Sapna
Dhundh Le Koi Mehboob Apna
Ye Jawaani Hain Pal Bhar Ka Sapna
Dhundh Le Koi Mehboob Apna
Ye Jawani Agar Dhal Gayi To
Umra Bhar Hath Umal Na Padega
Ye Jawani Agar Dhal Gayi To
Umra Bhar Hath Umal Na Padega
Zindagi Ek Kiraye Ka Ghar Hai
Ek Na Ek Din Badal Na Padega
Moat Jab Tumko Aawaaz Degi
Ghar Se Bahaar Nikal Na Padega
Zindagi Ek Kiraye Ka Ghar Hai
Ek Na Ek Din Badal Na Padega
Ek Na Ek Din Badal Na Padega
Ek Na Ek Din Badal Na Padega.

जिंदगी एक किराये का घर है,
एक न एक दिन बदलना पड़ेगा॥
मौत जब तुझको आवाज देगी ॥
घर से बाहर निलना पड़ेगा,

रूठ जाएँगी जब तुझसे खुशियाँ,
गम के साँचे मे ढलना पड़ेगा,
वक्त ऐसा भी आएगा नादान ॥
तुझको काँटोँ पर चलना पड़ेगा,

कितना माशूर हो जाएगा तू,
इतना मजबूर हो जाएगा तू,
ये जो मखमल का चोला है तेरा ॥
ये कफन मेँ बदलना पड़ेगा,

कर ले इमान से दिल की सफाई,
छोड़ दे छोड़ दे तू बुराई,
वक्त बाकी है अब भी संभल जा ॥
वरना दो ज़क मेँ जलना पड़ेगा,

ऐसी हो जाएगी तेरी हालत,
काम आएगी दौलत न ताकत,
छोड़कर अपनी उँची हवेली॥
तुझको बाहर निकलना पड़ेगा,

जलवा इ हुसन भी है और खतरा भी है ज्यदा,
जिंदगानी के ये रास्ता है हर कदम पर सम्बलना पड़ेगा,

बाप बेटे ये भाई भतीजे तेरे साथी है जीते जी के,
अपने आँगन से उठना पड़ेगा,
अपनी चौखट से टलना पड़ेगा,

जिंदगी एक किराये का घर है,
एक न एक दिन बदलना पड़ेगा.

 

 

ये भी पढ़ें

close