TU SAAMNE AAYE LYRICS – Jubin Nautiyal | Yohani

Tu Saamne Aaye Lyrics by Jubin Nautiyal, Yohani is brand new hindi song sung by Jubin Nautiyal, Yohani with music given by Rocky – Jubin while Tu Saamne Aaye Song Lyrics are written by Rocky Khanna, this video song featuring Jubin Nautiyal, Yohani, Sakshi Joshi, Mateen Vakil.

Tu Saamne Aaye Lyrics

Jo Mil Ke Bichhadte
Bichhad Ke Woh Milte Kyun
Saansein Tham Jayein
Jo Tu Saamne Aaye

Main Dekhun Jidhar Bhi
Dekhun Main Tujhi Ko Kyun
Khushbu Si Kyun Aaye
Jo Tu Saamne Aaye

Kyun Tu Mujhmein Kyun
Hai Basta Yoon Tu Bata De
Aur Kyun Teri Rooh
Hai Rubaru Mujhse Tu Bata De

Milkar Ban Jaate Kyun
Jo Noor Churaye
Jo Tu Saamne Aaye

Tu Saamne Aaye
Tu Saamne Aaye

Jo Tu Saamne Aati Hai
Bas Jaati Kyun Meri Nazron Mein
Thoda Tadpaati Hai
Aur Thoda Satati Raaton Mein

Jo Tu Saamne Aati Hai
Behlaati Behlaati Paon Se
Jo Tu Saamne Aati Hai

Ruk Jaati Hai Saansein
Kyun Tu Mujhmein Kyun
Hai Basta Yoon Tu Bata De
Aur Kyun Meri Rooh
Hai Rubaru Tujhse Tu Bata De

Muskaan Yeh Teri
Aatish Ban Jaaye Kyun
Aur Aake Bataye
Jo Tu Saamne Aaye

Tu Saamne Aaye
Tu Saamne Aaye

Jo Mil Ke Bichhadte
Bichhad Ke Woh Milte Kyun
Saansein Tham Jayein
Jo Tu Saamne Aaye

Main Dekhun Jidhar Bhi
Dekhun Main Tujhi Ko Kyun
Khushbu Si Kyun Aaye
Jo Tu Saamne Aaye

Kyun Tu Mujhmein Kyun
Hai Basta Yoon Tu Bata De
Aur Kyun Teri Rooh
Hai Rubaru Mujhse Tu Bata De

Kisko Samjaaye Kyun
Dil Dil Ban Jaaye
Jo Tu Saamne Aaye

Tu Saamne Aaye
Tu Saamne Aaye

Tu Saamne Aaye Song Credit

SongTu Saamne Aaye
SingerJubin Nautiyal, Yohani
MusicRocky – Jubin
LyricsRocky Khanna
FeaturingJubin Nautiyal, Yohani, Sakshi Joshi, Mateen Vakil

Tu Saamne Aaye Music Video

You may also like...

close