Father Saab Lyrics by King Feat Amit Bhadana is a Brand New Hindi song with Music composed by Section 8 and Father Saab Song Lyrics penned down by King.
Father Saab Music Video
Father Saab Song Details:
Song: Father Saab
Singer: King
Lyrics: King
Music: Section 8
Feat: Amit Bhadana
Label: Amit Bhadana
Re Bapu Tune Sikhaya Jo Kabhi Bhula Nahi
Galti Na Ho To Suraj Ki Ankhon Mein Taad Le
Jahan Ko Pade Wo Kadam Ruke Nahi
Soch Aisi Ho Chatano Ka Bhi Seena Paad De
Logo Se Tere Ghutne
Ajj Tak Teke Nahi Gaye
Kyunki Aiso Se Kabhi
Ghamand Ke Kapde Fenke Nahi Gaye
Aur Jo Datta Rahein
Akhiri Sans Tak Wo
Sathi Hota Hai
Oh Sach Ka Khada Bhi
Ek Anek Mein Beta Kaafi Hota Hai
Aur Jo Haq Ke Liye Lade Sabse
Baap Hi Hota Hai
Peeth Pe Chadke Duniya Dikhe Jiske
Wo Baap Hi Hota Hai
Aur Jo Dante Chahe Mare
Par Dil Ka Saaf Hota Hai
Jyada Fikar Na Kare Jamane Ki
Wo Baap Hi Hota Hai
Bapu Teri Khoobi Sari
Mujhme Samaa Rakhi
Oh Tere Jaisi Maine
Ijjat Kamma Rakhi
Oh Jab Faraz Uthaya Jimmedariyo Ka
Tab Se Hi Dukhi Maine Kabhi Nahi Maa Rakhi
Wo Roj Mujhme Teri Chavvi Dekh Karti Bapu
Parchaiyan Shero Ki Kahan Marti
Ik Wajah Hoti Hai Jo Jeen Eki Bapu
Wo Maa Ki Aankhon Mein Dikha Karti
Tu Nahi Duniya Mein Par Teri Baat Rahein
Rampal Foji Ke Poto Ki Poori Thaath Rahein
Oh Rakh Ke Hath Jo Sir Pe
Mitta Gam Sare
Baap Hi Hota Hai
Sahi Aur Galat Mein Farak Batave
Aisa Baap Hi Hota Hai
Aur Jo Dante Chahe Mare
Par Dil Ka Saaf Hota Hai
Jyada Fikar Na Kare Jamane Ki
Wo Baap Hi Hota Hai
Re Bapu Ankh Mein Le Aasman Se
Jab Jab Chehra Tera Dikhta Hai
Main Roj Ladu Toofaan Se Banda
Tehar Kahan Khichta Hai
Main Roj Punchu Bhagwan Se
Kyun Tu Sath Nahi Dikhta Hai
Tu Taras Hi Kha Ke Jagah Dikha Ke
Khwab Jahan Bikta Hai
Kyun Na Vahin Se Hi Jake Main Khreed Loon
Mujhe Mange Se Pyaar Milta Nahi
Par Tera Hi Diya Hua Sab Rakha
Par Mujhe Baap Mera Dikhta Nahi
Aj Tere Bina Bhi Main
Teri Hi Nazaron Se Duniya Dekhta Hoon
Main Aaj Bhi Tere Na Hone Ka Dukh
Ek Haste Huye Chehre Se Lapetta Hoon
Bapu Teri Duaen Kuch Is Tarah Mere Sath Hai
Aj Dharti Pe Khada Hoke Main
Poore Ka Poora Aasman Samet’ta Hoon
Bapu Bapu Bapu Bapu
Aur Jo Dante Chahe Mare
Par Dil Ka Saaf Hota Hai
Jyada Fikar Na Kare Jamane Ki
Wo Baap Hi Hota Hai