CHEHRA APNA DEKHTE HAIN AAINE MEIN WOH LYRICS – Chehraa

Chehra Apna Dekhte Hain Aaine Mein Woh Lyrics from Chehraa is latest hindi song sung by Kumar Sanu, Alka Yagnik with Music Given by Anu Malik and lyrics are written by Sameer

Chehra Apna Dekhte Hain Aaine Mein Woh Music Video

https://youtu.be/MP7vJqL4aiU

Chehra Apna Dekhte Hain Aaine Mein Woh Song Detail
Song : Chehra Apna Dekhte Hain Aaine Mein Woh
Album : Chehraa (2005)
Singer : Kumar Sanu, Alka Yagnik
Music : Anu Malik
Lyricist : Sameer

Chehra Apna Dekhte Hain Aaine Mein Woh Lyrics

Chehra Apna Dekhte Hain Aaine Mein Woh.. Woh..
Chehra Apna Dekhte Hain Aaine Mein Woh.. Woh..
Aur Yeh Bhi Dekhte Hain Koi Dekhta Na Ho
Aur Yeh Bhi Dekhte Hain Koi Dekhta Na Ho

Apni Dua Mein Sirf Mujhko Maangte Hain Woh.. Woh..
Apni Dua Mein Sirf Mujhko Maangte Hain Woh.. Woh..
Aur Yeh Bhi Maangte Hain Koi Maangta Na Ho
Aur Yeh Bhi Maangte Hain Koi Maangta Na Ho

Gore Badan Se Unka Aanchal Zara Sa Dhalka
Jaaga Mere Seene Mein Koi Dard Halka Halka
Mujhko Pataa Hai Mujhse Woh Pyaar Kar Rahe Hain
Phir Bhi Na Jaane Kyun Kehne Se Dar Rahe Hain
Har Lamha Mere Baare Mein Sochate Hain Woh.. Woh..
Har Lamha Mere Baare Mein Sochate Hain Woh.. Woh..
Aur Yeh Bhi Sochate Hain Koi Sochta Na Ho
Aur Yeh Bhi Sochate Hain Koi Sochta Na Ho

Khamosh Hai Zubaan Lekin Aankhein Bolti Hain
Dhadkan Mein Jo Hai Chhupa Woh Raaz Kholti Hain
Unki Isi Adaa Ne Deewana Mujhe Kar Diya Hai
Saare Jahan Se Begana Dekho Kar Diya Hai
Bas Mujhko Dil-o-jaan Se Ab Chahate Hain Woh.. Woh..
Bas Mujhko Dil-o-jaan Se Ab Chahate Hain Woh.. Woh..
Aur Yeh Bhi Chahate Hain Koi Chahata Na Ho
Aur Yeh Bhi Chahate Hain Koi Chahata Na Ho

Chehra Apna Dekhte Hain Aaine Mein Woh.. Woh..
Chehra Apna Dekhte Hain Aaine Mein Woh.. Woh..
Aur Yeh Bhi Dekhte Hain Koi Dekhta Na Ho
Aur Yeh Bhi Maangte Hain Koi Maangta Na Ho

ये भी पढ़ें

close