LAFDA ZALA LYRICS – JHUND | Atul Gogavale

Lafda Zala Lyrics from Jhund is brand new Hindi song sung by Atul Gogavale and this latest song is featuring Amitabh Bachchan. Lafda Zala song lyrics are penned down by Amitabh Bhattacharya while music is given by Ajay-Atul and video directed by Nagraj Manjule.

Lafda Zala Music Video

Lafda Zala Song Details
Song – Lafda Zala
Movie – Jhund
Singer– Atul Gogavale
Music– Ajay-Atul
Lyrics– Amitabh Bhattacharya

Lafda Zala Lyrics

Bhide Koyi Humse Agar
Khade Khade Wahi Gaad De
Chhode Nahi Kuch Bhi Kasar
Pura Huliya Bigad De

Kare Nahi Bol Bacchan
Khali Pili Nahi Bhonkate
Satke Joh Apna Magaz
Hum Kass Ke Dahad De

Kiya Jisane Bhi Hum Se Jhagda
Hey Jhagda Re
Aake Joh Bhi Samne Se Akda
Sidha Girebaan Uska Pakda
Hey Pakda Re
Toda Phir Haath Pair Jabda

Hai Lafda Zala Wakda Tikda
Wakda Tikda Wakda Tikda
Lafda Zala Wakda Tikda
Wakda Tikda Wakda Tikda

Lafda Zala Wakda Tikda
Wakda Tikda Wakda Tikda
Lafda Zala Wakda Tikda
Wakda Tikda Wakda Tikda

Jahan Jahan Dhoom Dham
Wahan Wahan Ghoom Gham
Ke Aa Gaye Aa Gaye Aa Gaye
Bada Bada Ghav Waav
Vaada Vaada Pav Jaanke Kha Gaye
Kha Gaye Kha Gaye

Lena Dena Apna Kya Hai
Tadak Bhadak Bangalo Se
Apna Toh Sadak Aashiyana Hai
Aur Footpath Mast Naram Naram Takiya Hai
Khula Asmaan Shamiyana Hai

Hume Duniya Jahan Ne Ragada
Baada Ragda Re
Kiya Iss Dil Pe War Tagda
Gali Phatkar Khake Apni Yeh Haddiyan
Bani Lokhand Aur Lakada

Hai Lafda Zala Wakda Tikda
Wakda Tikda Wakda Tikda
Lafda Zala Wakda Tikda
Wakda Tikda Wakda Tikda

Lafda Zala Wakda Tikda
Wakda Tikda Wakda Tikda
Lafda Zala Wakda Tikda
Wakda Tikda Wakda Tikda

Mari Wari Jeb Veb Lagi Kabhi Yaar
Lottery Lottery Lottery Lottery
Kabhi Gaye Jail Vel Kabhi Kabhi Kal
Kothari Kothari Kothari Kothari

Hume Nahi Farak Warak Padta
Yaar Guthali Se
Apun Ko Sirf Aam Khana Hai
Diya Viya Kuch Nahi Hai
Isne Sirf Chhina Hai
Duniya Ka Game Toh Bajana Hai

Bure Halat Ne Hai Jakada
Hume Jakada Re
Kabhi Rote Nahi Hai Dukhda
Bhara Seene Ke Dard
Phir Bhi Har Hal Mein
Mile Hasata Jhakas Mukhda

Hai Lafda Zala Wakda Tikda
Wakda Tikda Wakda Tikda
Lafda Zala Wakda Tikda
Wakda Tikda Wakda Tikda

Lafda Zala Wakda Tikda
Wakda Tikda Wakda Tikda
Lafda Zala Wakda Tikda
Wakda Tikda Wakda Tikda

ये भी पढ़ें

close