CHAIYAAN MAIN SAIYAAN KI LYRICS – Khuda Haafiz 2

Chaiyaan Main Saiyaan Ki Lyrics from Khuda Haafiz 2 is brand new hindi song sung by Jubin Nautiyal, Asees Kaur, this song featuring Vidyut Jammwal, Shivaleeka Oberoi, with Music given by Mithoon and Chaiyaan Main Saiyaan Ki song Lyrics penned down by Mithoon.

Song Credit

SongChaiyaan Main Saiyaan Ki
MovieKhuda Haafiz 2
SingerJubin Nautiyal, Asees Kaur
MusicMithoon
LyricsMithoon

Chaiyaan Main Saiyaan Ki Music video

Chaiyaan Main Saiyaan Ki Lyrics

Pee Mohe Dhun Toone Aisi Lagayi
Mann Mein Kahin Tori Preet Jagayi
Akhiyan Ve Akhiyan Nu Kol Bulave
Aayi Ve Tohre Paas Main Aayi

Chaiyaan Mein Tore Saiyaan Ji
Chaiyaan Mein Tore Saiyaan Ji
Chaiyaan Mein Tore Saiyaan Ji
Chaiyaan Mein Tore Saiyaan Ji

Mohe Yoon Hi Tu Rakhna Ji
Mohe Yoon Hi Tu Rakhna Ji
Chaiyaan Mein Tore Saiyaan Ji
Chaiyaan Mein Tore Saiyaan Ji

Sajna Haan Tore Preet Mein
Saaton Janam Bitana

Taras Gaye The Nain Mere
Tere Chehre Ke Is Noor Ko
Rab Ne Milaya Hai Humko
Phir Rehna Kaahe Door Ko

Akhiyan Ve Akhiyan Nu Kol Bula Le
Aayi To More Paas Ve Aayi

Chaiyaan Mein Tore Saiyaan Ki
Chaiyaan Mein Tore Saiyaan Ki
Chaiyaan Mein Tore Saiyaan Ki
Chaiyaan Mein Tore Saiyaan Ki

Sajni Yoon Hi Tu Rehna Ji
Sajni Yoon Hi Tu Rehna Ji
Chaiyaan Mein Tore Saiyaan Ki
Chaiyaan Mein Tore Saiyaan Ki

Deen Ilahi Mera Maan Hai Maahi
Main To Sajda Karun Unko
Farz Rubayi Meri Farz Gawayi Meri
Ishq Hua Mujhko

Chaiyaan Mein Tore Saiyaan Ki
Chaiyaan Mein Tore Saiyaan Ki
Chaiyaan Mein Tore Saiyaan Ki
Chaiyaan Mein Tore Saiyaan Ki

Saiyaan Ji

ये भी पढ़ें

close