BUTTERFLY TITLIYAN LYRICS – Himesh Reshammiya

Butterfly Titliyan Lyrics by Himesh Reshammiya From Badass Ravikumar is brand new hindi song sung by Himesh Reshammiya Music given by him while Butterfly Titliyan song lyrics are penned by Sonia Kapoor Reshammiya

Butterfly Titliyan Lyrics

Tujhe Dekhun Dil Mein Udein
Butterfly Titliyan
Tujhe Dekhun Dil Mein Udein
Butterfly Titliyan

Mera Dil Le Gayi Teri Brown Ankhiyan
Ab Se Dil Ka Pata Hai Teri Galiyan
Teri Yaadon Mein Hui Raatan Lambiyan
Mera Dil Le Gayi Teri Brown Ankhiyan
Ab Se Dil Ka Pata Hai Teri Galiyan

Tujhe Dekhun, Tujhe Dekhun
Tujhe Dekhun Dil Mein Udein
Butterfly Titliyan

Ho Tujhe Dekhun Dil Mein Udein
Butterfly Titliyan

Mera Dil Le Gayi Teri Brown Ankhiyan
Ab Se Dil Ka Pata Hai Teri Galiyan
Teri Yaadon Mein Hui Raatan Lambiyan
Mera Dil Le Gayi Teri Brown Ankhiyan
Ab Se Dil Ka Pata Hai Teri Galiyan

Tujhe Dekhun, Tujhe Dekhun
Tujhe Dekhun Dil Mein Udein
Butterfly Titliyan

Ho Tujhe Dekhun Dil Mein Udein
Butterfly Titliyan

Toone Jabse Mujhe Dekha
Mera Dil Dhak Dhak Dhak
Dhak Dhak Dhak Karta Hai

Tere Bin Paagal Deewanon Sa
Bak Bak Bak Bak Bak
Yeh Karta Hai

Majnu Bann Chuka Hoon
Tere Ishq Mein Laila
Majnu Bann Chuka Hoon
Tere Ishq Mein Laila

Tujhe Dekhun, Tujhe Dekhun
Tujhe Dekhun Dil Mein Udein
Butterfly Titliyan

Ho Tujhe Dekhun Dil Mein Udein
Butterfly Titliyan

Tu Na Ho Jeevan Mein Sab Kuchh Hi
Ulat Palat Ulat Palat Chalta Hai
Mere Baadal Ka Chaand Saavan Mein
Tip Tip Tip Tip Tip Barasta Hai

Tere Bin Apna Pahiya
Ulta Ghoomein Oh Laila
Tere Bin Apna Pahiya
Ulta Ghoomein Oh Laila

Tujhe Dekhun, Tujhe Dekhun
Tujhe Dekhun Dil Mein Udein
Butterfly Titliyan

Ho Tujhe Dekhun Dil Mein Udein
Butterfly Titliyan

Mera Dil Le Gayi Teri Brown Ankhiyan
Ab Se Dil Ka Pata Hai Teri Galiyan
Teri Yaadon Mein Hui Raatan Lambiyan
Mera Dil Le Gayi Teri Brown Ankhiyan
Ab Se Dil Ka Pata Hai Teri Galiyan

Tujhe Dekhun, Tujhe Dekhun
Tujhe Dekhun Dil Mein Udein
Butterfly Titliyan

Ho Tujhe Dekhun Dil Mein Udein
Butterfly Titliyan

Butterfly Titliyan Song Credit

Song TitleButterfly Titliyan
SingerHimesh Reshammiya
MusicHimesh Reshammiya
LyricsSonia Kapoor Reshammiya

Butterfly Titliyan Music Video

You may also like...

close