Bulati Hai Magar Jaane Ka Nai Lyrics – Rahat Indori | Ghazal Poetry

Bulati Hai Magar Jaane Ka Nai Lyrics – Rahat Indori (बुलाती है मगर जाने का नइ Ghazal Poetry) Bulati Hai Magar Jaane Ka Nahi Ghazal Poetry, Shayari written by Rahat Indori this ghazal tranding on tiktok.

Bulati Hai Magar Jaane Ka Nai Lyrics – Rahat Indori

Poetry Title – Bulati Hai Magar Jaane Ka Nai
Written ByRahat Indori

https://youtu.be/0hpeiw3i-jQ

Bulati Hai Magar Jaane Ka Nai Lyrics

बुलाती है मगर जाने का नइ
ये दुनिया है इधर जाने का नइ

मेरे बेटे किसी से इश्क़ कर
मगर हद से गुजर जाने का नइ

कुशादा ज़र्फ़ होना चाहिए
छलक जाने का भर जाने का नइ

सितारें नोच कर ले जाऊँगा
मैं खाली हाथ घर जाने का नइ

वबा फैली हुई है हर तरफ
अभी माहौल मर जाने का नइ

वो गर्दन नापता है नाप ले
मगर जालिम से डर जाने का नइ

Bulati Hai Magar Jaane Ka Nai
Ye Duniya Hai Idhar Jaane Ka Nai

Mere Bete Kisi Se Ishq Kar
Magar Had Se Gujar Jaane Ka Nai

Kushaada Zarf Hona Chahiye
Chhalak Jaane Ka Bhar Jaane Ka Nai

Sitare Noch Kar Le Jaaunga
Mein Khali Haath Ghar Jaane Waala Nai

Waba Faili Hui Hai Har Taraf
Abhi Maahaul Mar Jaane Ka Nai

Wo Gardan Naapta Hai, Naap Le
Magar Zaalim Se Dar Jaane Ka Nai

 

This is the Bulati Hai Magar Jaane Ka Nai  – Rahat Indori. If you find any mistake in lyrics, please send correct lyrics using comment form

ये भी पढ़ें

close